|
Hosla badhane wali shayari |
Hosla aur himmat Rakh manzill tak
Yah lo khud kahen ge bahadar tha
Hosla Hara Nahin karte mushkilon ko dekh kar
Rakhte Hain Junoon Jo Apne dil mein
Hosla dekhkar Ham apni zaat ko
Behtay Rahe in lahron ke sang
Apni zaat mein shamil aisi adaen
Hosla himmat aur junoon ke rang
Hosla rakhte Hain har ke bhi maidan mein
Ek din Jeet Hogi is har se bhi Badi
Buland hosla lekar chalte Hain Ham
Is mushkil jindagi ke raston per
Apne zaat mein aisa mukam paida kar
Ke log kahen hosla rakhta tha hoslon se ziaada
Na Hara sake yah duniya humko
Mushkil dur ho gayi hamara hosla dekh kar
|
Hosla badhane wali shayari |
بدل جائے گا یہ وقت بھی یہ لمحے بھی
نہیں ہارا ابھی حوصلہ اور ہمت ہم نے
یہ غم بھی چند لمحوں میں بیت جائے گا
برداشت کر لیتے ہیں سبھی زخموں کو
ہم اپنے دل کو حوصلہ دے کر
کبھی نہ کبھی روشن ہوگا ہمارا مستقبل
یہ حوصلہ یہ جنوں یہ ہمت اور منزل
چلو لے کر چلتے ہیں اپنی منزل کی طرف
برداشت کر کے ساری مشکلوں کو
چلو روشن کرتے ہیں اپنا مستقبل ہم
حوصلہ رکھتے ہیں اپنی برداشت سے زیادہ
نہ ہار کا ڈر ہم کو نہ جیت کی خوشی ہم کو
یہ لوگ ہم کو آزماتے ہیں
ہم اپنا حوصلہ بڑھاتے ہیں
کہتے ہیں جو کہنے دو
ہم اپنا کام کرتے ہیں
|
Hosla badhane wali shayari |
Gam aur Dena aye duniya humka
Hosla hai hum me bardasht ka
Kya haraye ga yah jamana humko
Tut jaate Hain log hamara hosla dekhkar
Mukaddar ko likhate Hain Ham apni hi Kalam se
Dekh lay duniya himmat aur hosla hamara
Agar rakhte ho in pahadron jaisa hosla
To fir chalo apni manzil ki taraf
Chalo mukaddar se Jung lagate Hain
Kuchh hosla le kar kuchh hosla de kar
Badi manzilon ke musafiron ko
Hosla bhi chahie himmat bhi chahie
Nahin karte Ham takrar Kisi se
Bus khamoshi se sab sun lete hain
FIR deh Kar hosla Apne Dil ko
Badhate Hain kadam apni manzil ki Taraf
Ek din yah dhup khatm ho jayegi
Soch kar Dil ka hosla badhate Hain Ham
|
Hosla badhane wali shayari |
اگر کچھ لمحے غموں کے سنگ گزرے
پرواز کے لیے پر حوصلوں کے لے کر
اڑ رہے ہیں ہم ان ہواؤں میں
ان خوابوں کا کیا ہے یہ تو ٹوٹ جاتے ہیں
جو دوسرا خواب پھر دیکھے حوصلہ اس کو کہتے ہیں
اپنی تکلیف کو اپنا حوصلہ بنا لیا ہم نے
اپنی تقدیر کو محنت بنا لیا ہم نے
اور کچھ ہمت لے کر چلے جو ہم
راستے خود بتاتے رہے ہمیں منزل کا پتہ
جو منزلوں کے راستوں پر چلتے ہیں
حوصلہ جو رکھتے ہیں اپنے دل میں
وہ منزلوں کو حاصل بھی کرتے ہیں
ہیں مسافر جو حوصلوں کے
منزل انہی کا انتظار کرتی ہے
جو چلتے ہیں اس کے راستے پر
جو رکھتے ہیں حوصلہ منزل تک
منزل انہی کا استقبال کرتی ہے
ronay se kya hoga rakh hosla
ghar bantaa nahi hawaon mein
gir jatay hain banay hue bhi ghar
jo karte nahi himmat aur hosla
|
Hosla badhane wali shayari |
apne khowaboon ko tabeer day
apne houslon ko himmat day
manzil pata batahay gi khud apna
to chal manzil ke rastay par
kkhuda bhi deta hai hosla hum ko
to rizaq ki talaash mein nikal mein tum ko rizaq dun ga
kabhi jhoota wada nahi karte hum khud ke sath
kabhi jhoot ka hosla nahi dete hum khud ko
mehnat karte hain manzil ko haasil karne ki
aur kkhuda se dua karte hain sabr ki aur ataa ki
chalo un hawaon ke mukhalif chaltay hain
le kar hosla le kar himmat hum
be shak sansen ruk jaye hamari
qadam hum nah rokain ge barhatay rahen
ge hasalay maqsood tak
nahi hartay hosla hum logon ki baton se
logon ka kaam hi girana hai
mat bana apni zindagi ko tamasha
rakh hosla aur himmat zara
muskorata hai jo zamana hum par
roye ga hamari parwaaz dekh kar
umedon pay nahi guzarti yeh zindagi
bara qadam manzil ki taraf
rastay tum ko hosla den ge
tumhari himmat dekh kar
|
Hosla badhane wali shayar |
kaisay keh dun ke toot gaya hon mein
koi rakhta hai umeeden hum se
hosla day rahi hain yeh sansen hum ko
manzil ko haasil karne ka
logon ko girtay hue dekh kar hosla nahi haara
berhate rahen ge qadam hum bhi girnay tak
chalna to har kisi ko aata hai rastay par
hosla manzil tak pounchanay ka
rakhtay hain hum bhi –apne paas
bohat saaray log thay hamaray sang chalay
kuch log toot gaye aur kuch hosla haar gaye
nahi haari hum nahi himmat mushkilaat mein
chaltay rahay dil ko hosla dete hue
un manzlon se keh do
hum hosla rakhtay hain un ko panay ka
parwaaz karte hain hum –apne houslon par
aur log kehte hain ke is ki qismat achi thi
qadam qadam pay thokrain khayi hum ne
nahi ha raha hosla phir bhi hum ne
parwaaz to kkhuda deta hai bulandiyon ki
hosla hum bhi sheron jaisa rakhtay hain
faaslay to ziyada thay manzil ke
lekin hum chaltay rahay rastay par
hosla dekha jo manzil ne hamara
manzil khud qareeb aagai hamaray
hum ne jo bherhaye qadam manzil ki janib
manzil khud hamein hosla deti gayi
|
Hosla badhane wali shayari |
aik din woh subah zaroor aaye gi
samandar khud chal ke aaye ga paas hamaray
thak kar baith zaroor gaya hon haara nahi
hai hosla abhi hum mein baqi ki
barhta rahay qadam to manzil ki janib
rakh hosla manzil bhi aaye gi
hawae zaroor rokain gi rasta hamara
hai hosla hum ne un se takaraane ka
mehnat ke bawajood jab hosla totnay lagey
un andheron mein ujala kon le ke aaye ga
yeh hosla khud ko diye kar chalay hain hum
jab tak saans chalay gi hosla hum nah harain ge
qadam qadam pay mushkilaat theen
kayi baar giray phir utthay hum
barhatay rahay rastay par hum
haasil manzil ka hosla le kar
hai agar hosla to faasla kya hai
manzil ka rasta kya hai manzil kya hai
aik pehchan banayen ge hum apni
chal ke un mushkil raastoon par
manzil khud hum ko rasta day gi
hamari himmat aur hosla dekh kar
0 Comments