Gussa ghon ki Tarah insan ki jadron ko khana Shuru kar deta hai. Wasif Ali wasif
Majbur hokar chot bolna koi acchi baat nahin. Wasif Ali wasif
Ek aisa sajda Jo Khuda manzoor kar le 100 sajdoon se behtar hai. Wasif Ali wasif
Jab insan kis bimari ka mariz ban jata hai to uske garib hone ki ibtada Shuru ho jaati hai. Wasif Ali wasif
Jo yateem ka hak kha jata hai usko kabhi bhi Sakoon hasil Nahin hota. Wasif Ali wasif
Jab tumko mahsus ho ke yah insan Allah ke bahut kareeb hai to Tum use insan ke kareeb ho jao. Wasif Ali wasif
Bada baad Kismat hai wo insaan. Jo budha bhi ho chuka hai aur gunah ki tamanna bhi rakhta hai. Wasif Ali wasif
Sabar hi is baat ka saboot hai ke insan Jo hasil karna chahta tha wo usko nahin mila.
Wasif Ali Wasif
Jis insan ki aankhon mein aansu Dekho.
To samajh jao ki Wo insaan Allah Tala ke bahut kareeb hai. Kyunke aankhon ke aansuon ka rishta Allah Tala se hai. Wasif Ali wasif
Aisi ollad jo aaram ke mal per pali ho. Baaghi, beh adab, aur gustakh, Hogi. Wasif Ali wasif
Dua karne se pahle yah soch lo. Apki Dua se Kisi aur ka hak khatm na ho jaaye. Wasif Ali wasif
Khabron per jakar rone se behtar hai. Ke Ham zinda logon ke kam Aay hain. Allah Tala hamari madad Kare. Wasif Ali wasif
Kafir kabhi Mohmen Nahin Ban Sakta chahe wo Quran majeed hi kyon na padh le. Iman shart hai. Wasif Ali wasif
Aisa musafir jisko gardi mein jagah na Mile.Apne aap ko bad Kismat samajhta hai. Aur jab us gardi ke sath hadsa pesh a jata hai. To insan khud ko khush kismat samajhta hai. Wasif Ali wasif
Agar koi parinda pinjre mein qaid rahakar bhookh se Mar jaaye. Parinde ko paida Karne Wala aasman se Azab nazil karta hai. Wasif Ali wasif
Karae ke makan mein rahane wala insan.
Sari Umar khud ko musafir samajhta hai. Wasif Ali wasif
Jo insan faisala Chand lamhon mein Kar leta hai. Use faisle ka natija Sari Umar pukhtana pardta hai. Wasif Ali wasif
Badshah ka nek hone se behtar ahal hona ziyada jaruri hai. Wasif Ali wasif
Jo insan tanhai mein aansoo bahata hai. Wo aansoo kuchh bhi badalne ki taqat rakhte Hain. Wasif Ali wasif
Allah ke Sath hisab na karne walon ke sath Allah bhi hisab nahin karta. Wasif Ali wasif
Jo manzar dur se dikhai dete Hain haqikat mein wo kuchh aur hote Hain. Wasif Ali wasif
Badmizaz insan itna khatarnak nahi hota.
Jitna badtameez insan hota hai.wo Apne
Zabhan se nikalne wale lafzon ka mujrim hota hai. Wasif Ali wasif
Maut ke waqt se pahle insan kabhi Nahin mar Sakta. Aur maut ka waqt a jaane ke baad wo zinda Nahin rah Sakta. Wasif Ali wasif
Agar koi kaam Kisi shakhs ki fitrat mein karna shamil na ho.wo kaam usse karwana zulam hai. Wasif Ali wasif
Aisa Mal Jo tumko muft mein mila hai tum usko gunahon mein kharch karoge. Uski saza Mal chhordane wale ko milegi. Wasif Ali wasif
Kaprado ke andar sirf ek hi insan hota hai.
Wasif Ali wasif
Har sanke se khatra Nahin hota. Wasif Ali wasif
Azab se pahle tauba ka darwaza band ho jata hai. wasif Ali wasif
Log dosti chhod dete Hain. Aur jhagrada Nahin chhordate. Wasif Ali wasif
Jo log Apne rishtedaron ko Khush rakhte Hain Allah unko khushiyan ata karta hai.
Wasif Ali wasif
Haram Mall se banaya Gaya mahal. Use per likhna Allah ka Karam hai asal mein zulam hai. Wasif Ali wasif
Nasihat dene wala insan bahut muqlas hota hai. Wasif Ali wasif
Aisa sajda jo bebas hokar kiya jaaye. Haqiqat mein uska ilaaj hota hai. Wasif Ali wasif
Aisi riyasat aur mulak kamyab hai jismein aurat jab Ghar se nikale to uski izat ko koi khatra na ho. Wasif Ali wasif
Ham aise log Hain ki jab mauqa milta hai use mauke ko jaya karte hain aur fir mauqe ki talash mein rahte Hain. Wasif Ali wasif
Insaan apna sab kuchh badal leta hai. Lekin apni fitrat ko Nahin badal pata. Wasif Ali wasif
Khud ko bad naseeb kahane se behtar hai apne aap ko gunahon se Bachao. Wasif Ali wasif
Khana kam khane se insan ko taqat hasil hoti hai. Aur zyada khane se taqat kam ho jaati hai. Wasif Ali wasif
Gam aur taklif ka ana darasal insan ko Allah Tala ke bahut kareeb kar deta hai. Wasif Ali wasif
Chori karne wala insan bura Nahin hota.
Uski zaruraten usko bura banaa deti Hain. Wasif Ali wasif
Agar Kisi chiz per ek insan ka haq na ho.
Usko de dena asal mein ahsaan hai. Wasif Ali wasif
Andhera hamesha Nahin rahata andhere ke bad ujala zarur aata hai. Wasif Ali Wasif
Kisi insan ki madad karne se pahle uska mazhab mat puchna. Wasif Ali wasif
Agar Apne mukaddar ko badalna chahte ho to Dua Karo Allah se. Wasif Ali wasif
Maut ka Koi pata nahin ke kis waqat ajaaye. Maut se pahle sacchi tauba kar lo. Wasif Ali wasif
Sabse behtarin ilm ata karne wala Allah Tala ki zaat hai. Wasif Ali wasif
Apni galtiyon ko chhupane ke liye mehnat karne se behtar hai ke galti hi na ki jaaye. Wasif Ali wasif
Soch insan ko duniya se Alag kar deti hai.
Wasif Ali wasif
Taklif Khuda se Mila deti hai. Wasif Ali wasif
Daulat ko tum apni kabra mein Nahin lekar jaaoge. Daulat ko nek mein kharch kar do. Wasif Ali wasif
Agar logon ki Dua Lena chahte ho logon ki madad karo. Wasif Ali wasif
Jisne apni Maa ki mohabbat dekh li usne Khuda ki mohabbat dekh le. Wasif Ali wasif
Talash karne se kamyabi ke raste mil hi jaate Hain. Wasif Ali wasif
Apne aap ko sabse zyada aqal mand samajhna asal mein bewakufi hai. Wasif Ali wasif
0 Comments